Aansoo Shayari in aansoo shayari Friendzpoints http://friendzpoints.blogspot.com/ No Comments Awaaz main thehraao tha aankhon main nami thi Awaaz main thehraao tha aankhon main nami thi, Aur keh rahe they maine sab kuch bhulaa diya..
Aansoo Shayari in aansoo shayari Friendzpoints http://friendzpoints.blogspot.com/ No Comments Woh humain jab tak nazar aata raha taktey rahe Woh humain jab tak nazar aata raha taktey rahe, Geeli aankhon, ukhrrey lafzon se duaa dete huye..
Aansoo Shayari in aansoo shayari Friendzpoints http://friendzpoints.blogspot.com/ No Comments Kaha tha na usey mat zabt karna Kaha tha na usey mat zabt karna, Woh aansuu ab samandar ho geya naa..
Aansoo Shayari in aansoo shayari Friendzpoints http://friendzpoints.blogspot.com/ No Comments Guzray lamhaat ki yaadon ne rulaaya us ko Guzray lamhaat ki yaadon ne rulaaya us ko, Chaand ko dekhne wo shakhs jo chhat par nikla..
Aansoo Shayari in aansoo shayari Friendzpoints http://friendzpoints.blogspot.com/ No Comments Paaney se khoney ka mazaa aur hai Paaney se khoney ka mazaa aur hai, Band aankhon se roney ka mazaa aur hai..
Aansoo Shayari in aansoo shayari Friendzpoints http://friendzpoints.blogspot.com/ No Comments Main to uss waqat se darta hoon ke woh puch na ley Main to uss waqat se darta hoon ke woh puch na ley, Yeh agar zabt ka aansuu hai to tapkaa kaisey ??
Aansoo Shayari in aansoo shayari Friendzpoints http://friendzpoints.blogspot.com/ No Comments Mere haal pe yeh hairat kesi Mere haal pe yeh hairat kesi, dard ka tanha mausam main, Pathar bhi ro parttey hain, insaan to phir insaan huaa..
Aansoo Shayari in aansoo shayari Friendzpoints http://friendzpoints.blogspot.com/ No Comments Talkh itni thi ke peenay se zubaan jalti thi Talkh itni thi ke peenay se zubaan jalti thi, Zindagi aankh ke paani mein mila li mene..
Aansoo Shayari in aansoo shayari Friendzpoints http://friendzpoints.blogspot.com/ No Comments Gham main aansu na behna barri baat hai Gham main aansu na behna barri baat hai, Dil ka kaabu main rehna barri baat hai..
Aansoo Shayari in aansoo shayari Friendzpoints http://friendzpoints.blogspot.com/ No Comments Tumhari aankh se behtey yeh ansoo Tumhari aankh se behtey yeh ansoo, Mujhe andar se sehraa kar rahe hain..
Aansoo Shayari in aansoo shayari Friendzpoints http://friendzpoints.blogspot.com/ No Comments Tumhari aankh se behtey yeh ansoo Tumhari aankh se behtey yeh ansoo, Mujhe andar se sehraa kar rahe hain..
Aansoo Shayari in aansoo shayari Friendzpoints http://friendzpoints.blogspot.com/ No Comments Bethe bethe hi ageya na janey kya kheyaal Bethe bethe hi ageya na janey kya kheyaal, Pehron lipat kar roye dil-e-nadaan se hum..
Aansoo Shayari in aansoo shayari Friendzpoints http://friendzpoints.blogspot.com/ No Comments Na aankh hai nam na chehre pay kurb ke aasaar Na aankh hai nam na chehre pay kurb ke aasaar, Main is saleeqey se roya hoon aaj pehli baar..
Aansoo Shayari in aansoo shayari Friendzpoints http://friendzpoints.blogspot.com/ No Comments Meri ankhon se kabhi ik ashk tak na tapka tha Meri ankhon se kabhi ik ashk tak na tapka tha, Tum bhi de jao ge dhoka yeh bhi na socha tha.
Aansoo Shayari in aansoo shayari Friendzpoints http://friendzpoints.blogspot.com/ No Comments Mujhe rishtey ki ddori se na jorro Mujhe rishtey ki ddori se na jorro, Mujhe tootay huye arsaa hua hai..
Aansoo Shayari in aansoo shayari Friendzpoints http://friendzpoints.blogspot.com/ No Comments Anchal phir ashkon sey bhigoney wali hun Anchal phir ashkon sey bhigoney wali hun, Ji bhar kay teri yad me roney wali hun..
Aansoo Shayari in aansoo shayari Friendzpoints http://friendzpoints.blogspot.com/ No Comments Ankhien to surkh hain ashk e rawan kahan Ankhien to surkh hain ashk e rawan kahan, Unwan e dastan hai magar dastan kahan..
Aansoo Shayari in aansoo shayari Friendzpoints http://friendzpoints.blogspot.com/ No Comments Khabar kya thi kay wo ik roz mujhko bhool jaye gi Khabar kya thi kay wo ik roz mujhko bhool jaye gi, Or us ki yad mujh ko khoon kay anso rulaye gi.
Aansoo Shayari in aansoo shayari Friendzpoints http://friendzpoints.blogspot.com/ No Comments Kehkashan, chand, sitara na dia rakha hai Kehkashan, chand, sitara na dia rakha hai, Ek anso hai jo palkon pey saja rakha hai..
Aansoo Shayari in aansoo shayari Friendzpoints http://friendzpoints.blogspot.com/ No Comments Fartey khushi kahon kay isey ghum ka naam dun Fartey khushi kahon kay isey ghum ka naam dun, Ankhon me ashk agaye jub bhi mila hai wo..